Aloe Vera Ka Istemal Kaise Kare in Hindi : Aloe Vera Ka Istemal Kaise Kare or Aloevera ki jankari in hindi me. “Aloe Vera Ke Fayde” hai to aaj hum aapko btayenge “aloe vera ka istemal kaise kare” or usse kaise khaye jisse aap aloevera ke sevan se apne sarreer me anek fayde or anter dekh sakhe. Yaaha niche humne kai trh ka tarika btaya hai jisse aap vibhn trike k labh utha skte hai jaise ki aloevera ka istemal balo ke liye fayde mand hota hai, face ke liye or pet ke liye bhi fayde mand hota hai, aloevera se baki judi jankari ke liye niche padhe.
Aloe Vera Ka Istemal Kaise Kare
Aloe Vera in Hindi How To Use : Aloevera kudarat se bharpoor swasth or sundarta ke liye hii nahi sath me baalo ke liye bhut upyogi hai. Aloevera ka bahut tareeko ka sevan or istemal kara jaa sakta hai. Chahe toh aap aloevera ko juice k tarah istemaal kare. Subah khali pet aloevera juice ke jyada fayede hai .
Aloevera ke niyamit sevan se roop or rangat me nikhar aata hai sath hii pet se judi preshaniyo ko bhi duur krta hai.
Aloevera baalo ke liye bhut fayedemand saabit hua hai . Aloevera ke istemaal se chehre ki rangat sath chehre ke daag ,dhabbe , pimples ke nishaan , wrinkles aadi me fayeda milta hai.
Aloe Vera Ka Istemal Balo Ke Liye
How To Use Aloe Vera for Hair in Hindi Language : Aloevera baalo ke liye bhut fayedemand saabit hua hai. Aloevera ke niyamit istemal se aap apne balo se judi jyada tr sabhi preshaniyo se chutkara pa skate hai. Aloevera ka istemal balo ke liye kiya jaye to yeh apke balo ke liye kafi labh dayak jaise ki agr aap ke bal rukhe sukhe hai to aloevera apko iss dikkt se nijat de sakta hai.
Aloevera ke istemal se balo ki inn samasyao se chutkara milta hai:
- Rukhe sukhe bal k liye aloevera kisi chamatkar se kam nhi hai.
- Aloevera se balo ka jhadna bhi band ho jata hai.
- Balo ki rusi yani dandraf me fayda milta hai.
- Aloevera ke istemal se aapke balo me kudrati chamak aaygi jisse dekh ke aap ke aas pass ke log apse jalan mehsus krenge.
Aloe Vera Ka Istemal Balo Ke Liye kaise kare
- Agar apke ghr me aloevera ka ped hai to roj nahne se 1 ghante pehle apne balo me lagye.
- Sabse pehle aloevera ke ki kopal tode.
- Ab aloevera ka achche se cilka utarle.
- Ab jo aloevera ka guda hai use hatho se ek ktori me masalle or uska gel bnale
- Aloevera ke gel ko nhane se 1 ghnte pehle balo me lgaye.
- Aloevera Gel ko agr rrat ko sote smay lagake so jaye or usse subha nahte smay djoye to or fayde mnd sabit hoga.
Aloe Vera Ka Istemal Face Ke Liye
Aloe Vera Ko Face Par Kaise Lagaye : Aloevera ke niyamit sevan se roop or rangat me nikhar aata hai. Aloevera ke istemaal se chehre ki rangat sath chehre ke daag ,dhabbe , pimples ke nishaan , wrinkles aadi me fayeda milta hai.
Yahaan humare sath jane ki aloe vera ko face par kaise lagaye. Wese to aloe vera ko face par bahut tariko se laga sakte hai likin yhan humne kuch khaas tarike bateye un logo ke liye jo janna chahte ki aloevera ko face par kaise lagaye :
Aloe Vera Ka Istemal Face Ke Liye kaise kare
- Sabse pehle to aap ek filter paper le.
- Ab usse apne chre ke aakar me kaat le or sath hi sath usme apni Aankh, Naak or Hontto ke liye bhi kaat ke ched kare.
- Ab iss filter paper ko aloevera gel me 10 minut ke liye dubbo de.
- Jab filter paper ache se aloevera gel ko ache se shok le to usse aloevera gel se nikale or apne chere pr 25-30 minut ke liye lagaye rakhe.
Aloe Vera Ke Fayde

aloe vera ke fayde
To ab hum bta rhe sabse jyada puchhe jane wala sawal “aloe vera ke fayde” ke niyamit sevan se roop or rangat me nikhar aata hai sath hii pet se judi preshaniyo ko bhi duur krta hai. Aloevera Balo or Face ke liye bhut fayedemand hai jaise ki humne uper bataya hai. Lekin Aloevera ke sevan se bhi anek fayde hai aloe vera khane se apke sarreer ka metabolism tandrust rehta hai, or sath hi sath pet se judi sabhi preshaniyo se nijat deta hai.
Aloe Vera Ke Fayde Balo Ke Liye
Aloe vera ke fayde balo ke liye : Agr aap aloe vera ke fayde apne balo ke liye janna chahte hai to hum btade ki haan aloe vera balo ke liye fayda karta hai wo janne ke liye yahan click kare Aloe Vera For Hair in Hindi
Aloe Vera Ke Fayde Skin Ke Liye
Aloe vera ke fayde skin ke liye : Humari skin ke liye aloe vera bahut hi upyogi hai, iske isetema lse humari skin ko trh trh ke fayde hote hai jaise ki, oily skin, pimples, skin dullness, jese or bhi samasyao se chutkara milta hai agr aloevera ke fayde skin ke liye jane ke liye yah click kare Aloe Vera Ke Fayde
Aloe Vera Khane Ke Fayde | Tarika
Aap Aloevera khud hii apne gharo me lagaye shudhta se bharpoor aaaloevera ka sevan kare or jaise ki hum bta hi chuke hai ki aloe vera ke fayde hai anek. Agr aap ke yaha kudrati aloevera ka paudha hai toh rojana taaza alovera kii ek pankhudi kaate. Fir use acche se dhole fir ek plate or knife ke istemaal se uske kaanto ko side se kaantle. Uske baad cheelke ko nikaal le or fir use chote chote tukde me kaatle or uska niyamit roop se kahye yani sevan kare.
Aloe Vera Ka Istemal Pet Ke Liye
aloe vera ke fayde me se ek fayda iska pet ke liye bhi hai to jante hai Aloevera ke dabbe band juices se accha aapka kudrati ghar me hii bnna hua aloevera juice swasth ke madhyam se bilkul shudh or sabhi prakaar ke chemicals rahit hoga.
Aloevera ko gel ke roop me bhi bna ke fridge me rakh sakte h yaa fr fruit pulp ke tarah bhi lekin saaf or air tight container me kuch hii din k liye bna ke rkhe fir samapt hone pr firse bnaye or upyog kare. Aloe Vera ko Subah khali pet lene se jyada laabhdayak rehta hai.
Aloe Vera Ki Kheti Ki Jankari
Agr aap aloe vera ki kheti karna chahte hai to isme me koi baat nhi kyunki aloe vera ke paudhe bahut hi asani se ug jate hai. Niche ab hum kuch assan tariko me btayenge ki aloe vera ki kheti ki jankari :
Aloe Vera Ki Kheti Kaise Kare
- Aloe vera ki kheti kaise kare in hindi, niche padhe :
- Sabse pehle aap bajar se aloe vera ka paudha lana hoga.
- Ab aapko jha bhi aloe vera ki kheti karni hai jese ki ghamle me ya badd matra me khet me.
- To aloevera ke paudhe ko jadd ko tod tod ke alg laga de.
- Bahot hi jld usme se aloe vera ka paudha aa jayenga.
- Ab ussi podh se bahut sare aloe vera aane lgenge.
- Inn tariko se aap aloe vera ki kheti kr sakte hai.
Aloe Vera Ka Istemal Kaise Kare
3 Pingbacks