Top 3 Paisa Kamane Wala Apps | Paisa Kamao App . Aaj hum batane waale hai Android Mobile Se Paise Kaise Kamaye. Jaise ki hume pta hai aaj kal paise kamane ka tarika badal rha hai, log bahut hi assani se ghar bethe mobile se bhi paise kamane lage hai. Ab aap soch rhe honge ki android mobile se paise kaise kamaye ya “apps se paise kaise kamaye”. To aaj hum aapko bataynge unn free apps ke baare me batayenge jinse aap ghar bethe paise kama sakte hai. Niche padhe Apps Se Paise Kaise Kamaye or jaane Paisa Kamane Wala Apps ke baare me.
Sabse Jayada Paisa Kamane Wala Apps
Yahha humne unn logo ke liye paise kame kamane wale apps ke baare me bataya hai jo aksar online yani ki internet par search karte rehte hai ki android mobile se paise kaise kamaye. To chalte hai paisa kamao app ki taraf or jante hai ki apps se paise kaise kamaye:
Grab Point Paisa Kamao App
GrabPoint ek paise kamane bahut hi aasan jariya hai. iske jariye aap ghar par bethkar hi paise kama sakte hai. Grab point paisa kamao app ke alawa website ke roop me bhi uplabdh hai. Iss app se paise aapke paypal account me transfer ho jaate hai. Agar aapka paypal par account nahi hai to paypal par account bna lijiye. Iss app mein aapko points bnane hote hai. 3000 pints bnane par aapko 3$ milte hai jinhe aap apne paypal account me transfer kar sakte hai. Agar aap iss aap mein sign up karte waqt code ka use karte hai to aapko 500 points mil jaate hai. Baakim points aap niche diye gaye tariko se kama sakte hai.
- App download- aap grap point me diye gaye apps download karke points kama sakte hai.
- Invite- apne dosto ko iss app dwara invite karke paise kama sakte hai.
- Survey- iss app par diye gaye surveys ko pura karke points bana sakte hai.
WeOne Ke Jariye Android Mobile Se Paise Kamaye
WeOne ek chain application hai.iss app main aapko chain bnani hoti hai.jab aap iss app mein register karke 2 logo se iss application ko download karate hai to aapka account activate ho jata hai or aapko kuch paise milte hai.agar wo log aage kisi se iss application ko install karwate hai to bhi aapko paise milte or aise hi chain banti chali jaati hai.iske alawa aapko isme daily 30 second ki 3 video bhi dekhne ko kha jata hai.video dekhne se milne wale pese 24 hours ke andar aapke WeOne account me aa jaate hai.iss account ke faayde kuch iss prakar hai
Android Mobile Se Paise Kaise Kamaye Tarike
- Isme aapko koi challenge nahi karna padta hai.
- Isme aapko koi task complete naahi karna padta.
- Ye app aapse kuch download karne ke liye nahi kehta.
- Aapko bas kuch log bhi jodenge to bhi aap paoise kamate rehte agar wo log kisi or ko app se jodte hai to.
- Iss app se aap croro bhi kama sakte hai.bas apni vchain bnate jaiye
- App ko download karte waqt code daaliye
MouthShut Paisa Kamane Wala Apps
Mouthshut paisa kamane ka ek bahut hi accha jariya hai,iss app me aapko products ke review likhne ke paise milte hai.iss app se bhi aap kaafi kamayi kar sakte hai. Moutthshut paisa kamane wala apps me ek bahut hi purana app hai jo 2000 me launch hua tha or india me 2013 me launch hua tha. Aaiye jaante hai aap isse kese paisa kama sakte hai.
- Aapko sabse pehle to mouthshut app download karke us par account create karna padega.
- Aap apna facebook ya google account use karke bhi sign up kar sakte hai.
- Sign up ho jaane ke baad aap apne account se log in kar dijiye.
- Ab aapko write review ka option milega,iss option par click karein.
- Search product pat click karke jis product ka review likhna chahte hai us par click karein.
- Yha aapko product ka title daalna hoga,250 words tak review likhna hoga or product ko rating deni hogi.
- Sab bhar kar submit review par click kar dein to aapka review submit ho jaayega.
- 1 review par aapko 40 ms points milte hai. 1 ms point 1 rupee ke barabar hota hai, yaani ki 1 review ke 40 rupee.
- Jab aapke 1000 ms point ho jaaye to 1000 redeem karein.
- Yha aapko apna aadhar card ya pan card ek baar verify krana hoga.
- Ab apni bank account daal kar paise transfer kar lein. Hai na asaan.
Leave a Reply