kaisekyakare.in

Lifestyle, कुछ खास

Beauty Tips in Hindi for (Oily Skins, Glowing Skin, Face Care)

Beauty Tips in Hindi | Oily Skin | Glowing Skin | Face Care

Beauty Tips in Hindi

Beauty Tips in Hindi yeh article ek treh se bahut khaas hai kuch logo ke liye jo Glowing Skin tammnna rakhte hai or Oily Skin se chutkara chahte hai. To aajka humara topic hai Beauty Tips in Hindi for Oily Skins, or sath hi sath yeh rticle un logo ke liye bhi jo apni Face Care rakhne ke liye search karte rehte hai ki Beauty Tips in Hindi for Glowing Skin. Humare niche bataye gaye tarike kaafi asrdar hai nischit hoke humare Face Care Tips in Hindi ache se padhe.

Beauty Tips for Face in Hindi

Chaliye ab aapko face ke liye kuch beauty tips batate hai, niche padhe beauty tips for face in hindi :
Ye Bhi Padhe : Face Par Glow Kaise Laye

  1. Din me kam se kam 8 ghante ki neend lein, isse aapke face par jhuriya, aaankho ke charo aur kaale ghere nahi padhenge or skin thaki thaki nahi rahegi.
  2. Kacche aalu ko kaatkar, aalu ke andar wale hisse ki taraf se face par kuch der tak ghisne se bhi chehra saaf rehta hai.
  3. Kele ko acchi tarah se mesh karke usme nimbu or shehad daalkar ek paste taiyaar karein, iss paste ko face par lagakar 15 minute tak chod dein, uske baad chehra ko dho lijiye. Aapko khud hi fark mehsus hone lagega.
  4. Face par doodh ki malai laga kar rakhne se bhi chehra saaf hota hai oe sath hi sath face par glow bhi ata hai.
  5. beauty tips for face in hindi.

Beauty Tips in Hindi for Oily Skins

Agar aapki Oily Skin hai to aapke liye samasya or bhi badh jaati hai, isiliye ab “beauty tips in hindi for oily skins” ko achche se padhe or oily skin se chutkara paye.

Oily Skin Tips : Aapka chehra hamesha chipchipa rehta hai, dhool mitti aapke face par jaldi chupkti hai, issi wajah se face dull hone lagta hai. Hum bahut sari creams use karne lagte hai tab bhi koi asar nahi hote hai, magar chinta ki koi baat nahi oily skin se bhi chutkara paya ja sakta hai, kese? janne ke liye niche padhein oily skin tips in hindi :

  1. Ande ki safedi ko ek katori me nikal lijiye, ab isme nimbu ka ras or sahed milaiye or kafi ache se fent lijiye, ab iss paste ko face par 15 minute tak lagaiye, 15 minute lagaye rakhne ke baad ab aap chehra dho lijiye. Aapki Oil Skin normal ho jaayegi.
  2. Face par multani mitti lagane se oily skin se chutkara milta hai.
    Multani mitti mein nimbu milakar ek paste taiyar kar lein, iss paste ko face par laga kar rakhe jab paste sukh jaaye to chehra dho lein. (Beauty Tips in Hindi for Oily Skins)
  3. Doodh se bani taaza dahi ko apne face par 15 minute tak lagakar rakhiye, ab face ko thande paani se dho lijiye. Chehre par fark aayega.
  4. Pani, jyada pani piye yeh oily skin me bhi bahut fayda karta hai.

Beauty Tips in Hindi for Glowing Skin

Agr aap bhi Glowing Skinpana chate hai to niche padhe kuch khas tarike “Beauty Tips in Hindi for Glowing Skin” :

  1. Khoob saara paani piyein, paani peene se chehra sukhta nahi hai or hamesha hydrate rehta hain jiski wajah se face par glow aata hai, or yakeen maniye agr sach me Glowing Skin chahte hai pani ka sevan jyada se jyada kare. (Beauty Tips in Hindi for Glowing Skin)
  2. Subah ki daud 100% 3 din me hi aapko farak dhikne lagegga.
  3. Fruits khaaiye ya fir taaze fruits se bana juice piyein or face par asar dekhein.
  4. Khaane me nimbu, anwla ka prayog karein.

Face Care Tips in Hindi

Ab “face care tips in hindi” : Precaution iss better than cure, baad me face ko saaf karne ke liye upaay apnane se accha hai ki aap pehle se hi face ki dekhbhal karke rakhein. Ab hum batayenge kuch bahut hi important face care tips :

  1. Kahi bahar jaane se pehle or bahar se aane ke baad face ko acchi tarah se dhoyein.
  2. Dhoop me bahar jaane se pehle body or face par sun protection wala moistarizer laga kar jaayein.
  3. Bahar jaane se pehle face ko tanning or dhul mitti se bachane ke liye acche se dhak lein.
  4. Junk food se parhej karein, ye sabse achchi face care tips in hindi hogi aapke liye.
  5. Hanikarak creams ka istemal na karein,natural creams lagayein.

 

Leave a Reply

%d bloggers like this: