Ek Phone Me Do Whatsapp Kaise Use Kare : Aamtor par log ek phone me ek hi whatsapp chlaate hai ya yun keh lijiye ki unhe ek phone me ek hi whatsapp chalana aata hai. Bahut sare log jin ke do ya do se jyada number hote hai or wo dono number se whatsapp chalana chahte hai ya fir aise log jo apne ghar or office ke kaam ke liye alag whatsapp chalana chahte hai unke liye hum yha batayenge ki Ek “Phone Me 2 Whatsapp Kaise Chalaye” or “ek phone me do whatsapp chlaane ka tarika”.
To aaiye sabse pehle jaante hai wo konse apps h jinki jariye aap ek hi phone me do whatsapp chlana chahte hai. Jaane Niche ek phone 2 whatsapp chalane ke tarike se sabhi jankari.
Double Whatsapp Chalane Wala Apps
Jane ab ek phone me 2 whatsapp chalane wale apps ke bare ya yuuh kehlijiye ki Double Whatsapp Chalane wale aaps. Agar aapke paas android phone h to google play store pe aapko aise bahut sare apps mil jaaynge jinki madad se aap ek phone me do whatsapp chala sakte hai :
- Parallel space
- Gb whatsapp
- Parallel accounts
Ek Phone me do Whatsapp Kaise Use Kare
Ab hum bataynge upar diye gye kuch apps ko chlaane ka tarika. Niche bataye gaye tariko se aap bahut hi asaani se 1 phone me 2 do whatsapp challa sakte hai.
- Sabse pehle to aap apna mobile data on kijiye.
- Mobile Phone data on karne ke baad aap apna google play store kholiye or uske search box me application ka naam daliye.
- Uske baad aap apni application ko install kijiye.
- Install hone ke baad aap application ko kholiye or waha aapko whatsapp ko dubara generate krne ka option diya hoga us par click kijiye.
- Whatsapp dobara generate hone k baad aap usme apna naya number register kijiye jisse aap ek phon me do whatsapp chalana chahte hai.
Iss prkaar se aap ee phone me do whatsapp chala sakte hai . Ab aap jb kbhi bhi ek hi phone me 2 chalana chate ho to inn tariko ke jariye 1 phone me 2 whatsapp ka luft uthaye.
क्लिक कर के पढ़े ये आर्टिकल शुद्ध हिंदी में : एक फोन में दो व्हाट्सएप्प कैसे चलाये
1 Pingback