kaisekyakare.in

Recipe, Veg, नाश्ता-Snacks

Ghar Par Dhokla Kaise Banaye | Dhokla Recipe In Hindi

Ghar Par Dhokla Kaise Banaye

Ghar Par Dhokla Kaise Banaye

Aaj ke time par Dhokla ghar-ghar me banta hai, kon nhi pasand karega itna tasty snacks jo hai. To chaliye aaj hum jante hai ki Ghar Par Dhokla Kaise Banaye jiske lye hume sirf kuch hi ingredient ki jaruat hai or 15 min me tyar karte hai tasty Dhokla Recipe.

Ghar Par Dhokla Banane Ke Liye Samagri 

  1. Suji – 2bowl
  2. Dahi – 1bowl
  3. Oil – 1 spoon
  4. Namak – Swaad anusaar
  5. Haldi – 1/2 spoon
  6. Eno – 1 packet
  7. Chini – 1spoon
  8. Pani – 3-4 glass
  9. Raai – 1/4 spoon
  10. Kari-Patta – 10-12 Patti

Ghar Par Dhokla Banane Ki Vidhi

  • Sabse Phle hum suji , dahi aur paani ko ek bowl mai mix kar lenge ot 30min tak suji or dahi ke better ko rkhenge.
  • 30min ke baad hum thoda sa pani daalkr usme namak, haldi , tel, chini ko ache se milaenge. Ghar par dhokla kaise banaye.
  • Last mai eno add kr denge.
  • Ab hum dhokla stand lekr usko 5min k lie pre heat kr lenge.
  • Tab tak pan ko Greace kr lenge oil se fr usme better dalenge or 15 se 20 min k lie usko steam hone k lie stand mai rkh denge.
  • 20min k baad ap dhokla ko knife se check kr skte h agr knife saaf nikla to dhokla ready hai.
  • Fir use ek plate mai pan ko ulta krke nikaal lijiye or ek kdhaai mai tel Grm kijiye or usme raai , kari pata or mirchi ke mixture ko dhokla ke upr daal lijiye
  • Lijiye fir tyaar h hmara dhokla ise chutney ke sath serve kraiye..

ghar par dhokla kaise banaye | Dhokla Recipe In Hindi

Leave a Reply

%d bloggers like this: