kaisekyakare.in

Beverages, Recipe

Green Tea Recipe in Hindi

green tea recipe

green tea recipe in hindi

Green Tea Kaise Banaye : Niche padhiye Green Tea banane ke Tarike “Green Tea Recipe in Hindi”.

Ye Bhi Padhe :
Pet Kam Kaise Kare
Retro Running से तेजी से वजन कम करे

Green Tea Banane ka Tarike

  1. Sabse pehle aapko maret se Liptom Green Tea ya aap apni pasand ki brand ki bhi laa sakte hai.
  2. Ab ek Twa bowl le or usme ek cup paani ache se garam kare.
  3. Pani garam hone ke baad, pani ko ek cup me dalle.
  4. Ab Green Tea Bag 1-2 mint ke liye cup me dalde fir uske baad usse 2-3 baar dip kijiye or apni hari chai ka luft le.

Green Tea Peene Ka Sahi Time

Green tea ko aap suha ke smaye ya fir sham ke smay pee sakte hai. Jiske aapko ache fayde bhi honge. To upar btaye gaye tariko se aap janto gaye hi hinge ki green tea kaise banate hai.

Green Tea Peene ke Fayde

Green Tea Ke Fayde : Green Tea Peene ke Fayde

  1. Aapki Skin par glow lata hai.
  2. Pimples ko kam karta hai.
  3. Blood me oxygen ki matra bhadata hai.
  4. Aapka Wajan kam karti hai. ( Click kare or padhe Motapa Kam Kaise Kare )
  5. Daton ki swasth rakhti hai.
  6. Blood presure ko samanye rakhti hai.
  7. Dil ko bhi swasth rakhta hai.

Green Tea Peene Ke Nuksan

Jaise ki green tea ke fayde bhi hai to nuksan bhi hote hai. Agar hum green ka sevan jayada karne lage to iske nuksan bhot jyada khrab bhi ho sakte hai jinke baare me aap soch bhi nhi sakte.

  1. Liver Damage (Jis ke karan se Jaundice(Piliya) )
  2. Kidney Damage
  3. Body me Calcium ki absorption ko kam kardeti hai.
  4. Intake of Green Tea during Pregnancy can effect the growth of baby. (गर्भावस्था के दौरान ग्रीन टी का सेवन बच्चे के विकास को प्रभावित कर सकता है)

Leave a Reply

%d bloggers like this: