Kaise Banaye Chicken Recipes in Hindi : Aaj hum aapko btane jaa rhe hai chicken recipes in hindi by sanjeev kapoor or best indian chicken gravy recipes. To padhe niche humare homemade indian chicken curry recipes jo denge 5 Star recipes ko bhi. Yhha humne 4 Trh ki Chiken Recipes batayi hai jinke naam hai 1.”Butter Chicken Recipe in Hindi”, 2.”Kadai Chicken Recipe in Hindi”, 3.”Chilli Chicken Recipe in Hindi”, 4.”Chicken Curry Recipe in Hindi”.
Indian chicken curry recipe in hindi padh sakte hai. Humne niche chicken masala recipes in hindi, chicken butter masala recipe in hindi or chicken chilli gravy recipe ke baare me bhi bataya hai.
Butter Chicken Recipe in Hindi

Butter Chicken Recipe in Hindi
Yhan hum btta rhe recipe unn logo ke liye jo aksar google par search karte rehte hai ki kaise banaye butter chicken recipe in hindi. “Butter chicken recipe” in hindi sanjeev kapoor dawara banayi or batayi gayi hai jo ki bahut hi laa jwaab hai. Niche humne Butter chicken ke liye Samagri (Ingredients) or butter chicken banane ki vidhi hindi me batayi hai. App chahe isse homemade butter chicken recipe kehle lekin ye recipe kisi 5 star hotel ki recipe se kam nahi lagegi aapko. To Padhte hai niche chicken butter masala recipe in hindi :
1. Butter Chicken ki Samagri
- Boneless chicken : 400 gm
- Nimbu ka Ras : 1 Chammach
- Lal Mirch Powder : 1 Chammach
- Namak : Swad Anusar
- Butter (Makkhan) : 2 Chammach
Butter Chicken ko Marinade karne ke liye Ingredient
- Dahi : 1/2 Cup (Aadha cup)
- Adrak Paste : 2 Chammach
- Lehsun Paste : 2 Chammach
- Lal Mirch Powder : 1/2 Chammach
- Garam Masala Powder : 1/2 Chammach
- Salt : Swad Anusar
- Serso ka Tel : 2 Chammach
Butter Chicken ki Gravy Banane ke liye Samagri
- Butter : 2 Chammach
- Green Elaychi : 2
- Long : 2
- Kali Mirch : 2-3
- Dal-Cheenee : 1 inch ka ukda
- Adrak ka Paste : 1 Chammach
- Lehsun Paste : 1 Chammach
- Tomato puree : 1/2 cup (Kaise Banaye Tomato puree Recipe in Hindi)
- Lal Mirch Powder : 1/2 Tomato puree
- Namak : Swad Anusar
- Cheennee : 2 Chammach
- Kasoori methi : 1/2 Chammach
- Fresh Cream : 1/2 cup
2. Butter Chicken Banane ki Vidhi Hindi Me | बटर चिकन बनाने की विधि
- Sabse pehle chiken pieces par, Lal Mirch Powder, Nimbu ka Ras, or Namak ko ache se lga ke 30 minute ke liye dhak ke rakh dein.
- Ab ek sutti kapde me dahi dalke usse thodi der ke liye latka de jisse uska sara atirikt pani nikal jaaye.
- Ab pani nikale huye dahi me Adarak paste, Lehsun paste, Lal mirch powder, Garam Masala, namak or serso tel daalke ke achese millake Marinade banale.
- Ab iss Marinade ko chiken par ache se lgale or Refrigerator (firij) me 3 Hours ke liy rakh de.
- Ab Marinade kiye huye chicken ko kadhai me aadha pakkale or fir side me rakh de. Kyunki ab Hum Butter Chicken ke liye Gravy banayenge.
Butter Chicken Gravy Banane ki Vidhi
- Ab Gravy banane ke liye.. Non-Stick pan le or usme makhan daal ke garam kare ab issme Eleaychi, long, Kali Mirch or Daal-Cheenee dalke bhunle.
- Ab isme Adrak paste, Lehsun paste daale 2 minute tak pakkaye, ab issme Tomato Puree, Lal Mirch Powder, namak or 1/2 cup pani dale.
- Ab gravy ko 10 minute pakane ke baad, dheemi aanch karde or ab usme cheenee 1 chamach or kastoori Mehti powder dale.
- Ab Gravy ko ache se Pakka le.
Ab iss gravy ko Aadhe pakke huye chicken me dalde or gravy ke sath chicken ko ache se pakkale.
Lijiye aapka Butter Chiken Khane ke liye tayar hogya hai.
Kadai Chicken Recipe in Hindi | कढ़ाई चिकन रेसिपी

Kadai Chicken Recipe in Hindi
कढ़ाई चिकन रेसिपी : Ab hum aapko batta rhe hai kaise bnanye punjabi “kadai chicken recipe” in hindi by sanjeev kapoor. Wese ye recipe unn logo ke liye bhi hai aksar online search karte rehte hai ki how to make kadai chicken pakistani style.
1. Kadai Chicken ki Samagri
- Chicken: 500 g.m
- Adrak Lehsan Paste : 3 T spoon
- Lal Mirch Powder : 2 T spoon
- Dhaniya Patta : 2 Table spoon
- Dahi : 3/4 कप
- Pyaaz : 3
- Tamatar : 3
- Ilaychi : 2 -3
- Long : 2
- Dhaniya Powder : 3 T spoon
- Haldi : 1/4 T spoon
- Garam Masala Powder : 1/2 T spoon
- Namak : Swad-Anusar
- Tell : अवयस्कता अनुसार (Oil)
2. Kadai Chicken Banane Ki Vidhi
- Chiken ke ke tukdo ko pani se dhoke ache se saaf krlijiye.
- Ab ek bartan le usme Dah, Adrak Lehsan Paste, 1 Chamach lal mirch powder, namak, dhaniya ptta dalkar achche se milaye, ab iss miksad me chicken pieces dalke ache se milaye or fir usse dhakke 1 ghante ke liye rakhde.
- Ab mikshi me tamatar, pyaaz ke tukde, long, elaychi or thoda pani dalke bareek peesle.
- Ab kadhai me tell daalke gram hone tak intejar kare.
- Tel garam hone ke baad usme usme pissa hua paste daal ke 4-5 minute pkaye, ab usme namak, lal mirch powder, dhaniya powder, haldi powder, garam mashala powder dalkar milaye.
- Ab mashale ko ache se paakaye, mashala pakne ke baad usme chiken ke piecse ko dalde or 4-5 minut tak dhimi aanch par pakaye.
- Ab sabji me pani daalke dhakde, or pakne ka intejar kare.
- Lijiye aapki कढ़ाई चिकन रेसिपी khane ke liye tayyar hogayi hai.
Chilli Chicken Recipe in Hindi

Chilli Chicken Recipe in Hindi
Yhaa jane humare sath “chilli chicken recipe” in hindi by sanjeev kapoor or chicken chilli banane ki vidhi hindi me.
1. Chilli Chicken Recipe ke liye Samagri
- Boneless Chicken : 350 gm
- Egg : 1 phetaa hua
- Makke ka aata : 1/2 cup
- Adrak paste : 1/2 Chammach
- Lehsun paste : 1/2 Chammach
- Namak : Swad Anusar
- Tel Chicken ko tallne ke liye
- Pyaaz : moti moti kati huyi 2 cup
- Hari Mirch : moti moti kati huyi 2 Chammach
- Soy Sauce : 1 Chammach
- Sirka (Vinegar) : 2 Chammach
2. Chicken Chilli Banane ki Vidhi Hindi me
- Sabse pehle Chicken, Anda, Makka ka aata, adrak paste, lehsun paste, namak 2 Chammach or thodasa pani dalke ache se mila le, or 30 minute ke liye dhak ke rakhde.
- Ab chicken ko deep tel me fry karle or ache se pakkale.
- Ab ek pan le or usme 2 Chammach tel daale or garam kare.
- Tel gram hone ke baad pan me Pyaaz or Shimla Mirch dalke ache se bhunle.
- Ab issme hari mirch dal ke chamcha chlaye, ab isme Namak, Soy Sauce, Sirka or fried chicken dalde or thodi der pakaye.
- Lijiye aapka chilli Chicken serve karne ke liye ke tyar hogya.
Simple Chicken Curry Recipe in Hindi | चिकन करी बनाने का तरीका

Simple Chicken Curry Recipe in Hindi
Simple chicken curry banana bahut hi assan hai lekin iska swad baki sabhi chicken banane ke tariko swad me takkar de sakta hai. niche padhe homemade indian “chicken curry recipe”.
1. Chicken Curry ke liye Samagri
- Pyaaj : 3
- Adrak
- Lehsan
- Zeera : 1/4 tablespoon
- Dahi : 2 tablespoon
- Chicken : 500gm
- Namak : Swadanusar
- Mirchi : 1 tablespoon
- Haldi : 1/2 tablespoon
- Sukha Dhaniya : 1 tablespoon
- Tej patta : 3
- Badi Elaichi : 2
- Kaali mirch : 7,8
- Long : 2
- Garam Masala
2. Chicken Curry Banane Ki Vidhi | Chicken Curry Banane ka Tarika in Hindi
- Pyaaz ko Bareek Kate or rakhde , Adrak – Lehsan ka Paste banaye.
- Cooker me tel garam kare usme zeera , tej patta , badi elaichi , kaali mirch , long daale.
- Kati hui pyaaj dale or sunahra hone tak bhoone , Adrak – lehsan ka paste, 2 chammach dahi or sath hi sare masale dale or thoda pani dalke bhune.
- Jab masale achese bhun fir cooker me Chicken dale or acche milaye.
- Chicken ko jab tak bhoone, jab tak tel masale se alag na ho jaye.
- Chicken k bhoon jane pe Pani dale dhyan rakhe pani chicken k level se kam hii rahe jyada nahii..
- Ab cooker ka dhakan lgake usse 2 seeti lagne tak bhune.
- Gram masale or Hare dhaniye se garnish kare, saerve kare.
Leave a Reply