Kya aap jante hain ? hum kuch samaanye Vastoo or Praaddi ko ek hi samajte hai jaise ki Turtle or Tortoise hum log isse ek hi Amphibians Animal samjate hai prantu yeh ek nhi 2 alg-alag Amphibians Animal hai, kyunki Turtle apna jayada tar samay pani ke ander bittate hai or Tortoise pani ke bahhar or unki roop rekha bhi ek dusre se bahut alag hoti hai. Niche jante hai iss bare me :
Vastoo or Praanddi Jinhe Hum Ek Hi Samajte Hai:
Turtle or Tortoise
Turtle : Apna jayada tar samay pani ke andr bitata hai or jyada tar Samundar me hi paaye jate hai.
Tortoise : Apna jyada smay pani ke bahar bittate hai or turtle ke mukabel kam aakarshit bhi hote hai.
Butter or Margarine
Butter : Jaise ki hum jante hi hai ki Cow Milk se banta hai.
Margarine : Isse hindi me dalda bhi kahha jata hai or (Nakli Makkhan) bhi kahha jata hai or ye Vegetable Oil (Sabji ka Tel) se bannaya jata hai.
Great Britain or United Kingdom
Great Britain : Yeh ek Iceland hai jisme Scotland, England, Wales, aata hai.
United Kingdom : Or United Kingdom me Ireland bhi shamil ho jata hai.
Weather or Climate
Weather : Weather ka matlab hota hai kisi bhi jgah ka haalfilal ka वातावरण.
Climate : Kisi bhi jagha ke pure din ya kisi time period ke वातावरण ka ausat.
Tofu or Paneer
Paneer : Jiase ki hume pta hai paneer kya hai or isse kaise bnaya jata hai.
Tofu : Dhikne me lag-bagh paneer jaisa hi hota hai or iski softness bhi paneer jaisi hi hoti hai or kuch log yeh bhi sochte hai ki yeh cow milk se hi banta hai lekin iske bannane ka tarika paneer ke bannane ke tarike se alag hai. To Tofu Paneer se bilkul alag hota hai or isko Soy ki madad se bnaya jata hai.
Mushrooms or Toadstools
Mushrooms or Toadstools dkhikne me kuch ek jaise hote hai lekin hum mushrooms ko khaa sakte hai or toadstools jehrile hote hai jis karan hum apni jivanshely me istemal nhi kar sakte hai.
Jam or Jelly
Jam : Fal ke istemal se banta hai.
Jelly : keval fal ke ras se hi banta hai.
Biscuits or Cookies
Biscuits : Khane me crunchy (kurkure) hote hai.
Cookies : Yeh ek biscuit ki variety hoti hai joki kahne me mulayam or kuch texture ke sath hote hai. Or isse sabse jyada Europe me pasand kiya jata hai.
Orange or Tangerine
Orange : Iska aakar गोलाकार hota hai or isse nibboo ka najdika ristedar bhi kehte hai.
Tangerine : संतरा
Rabbits or Hares
Rabbits apne bache ko बिल ke andar janam dete hai or Hares बिल ke bahar.
Alligators or Crocodiles
Crocodiles : Isse hindi me मगर kehte hai or iske muh ka aakar chhodda hota hai.
Alligator : Isse hindi me घाड़ियाल bhi kehte hai. Alligator ke muh ka aakaar patla hota hai.
Cupcakes or Muffins
Cupcakes me ice-cream ka istemal hota hai or Muffins simple Cake dough ke jariye banta hai bina cream ke.
Saurabh
Knowledgeful post