Laptop Par Whatsapp Kaise Chalaye : Aaj hum batane jaa rhe hai ki “Laptop Me Whatsapp Kaise Use Kare” or sath hi sath batayenge “Computer Par Whatsapp Kaise Chalaye”. Ye article khaas unn logo ke liye jo aksar google or logo se puchte rehte hai ki “PC Me Whatsapp Kaise Chalaye in Hindi”. Note, ye sab padhna jaruri nahi hai aap niche diye gaye tarike direct padh sakte hai.
Laptop me whatsapp or Computer par whatsapp use karne ka yeh fayda hai ki aap apne laptop par kaam karte karte whatsapp use kar sakte hai. To niche padhe “Laptop Par Whatsapp Kaise Chalaye” or “Whatsapp Ko Computer Me Kaise Chalaye”.
Yeh bhi Padhe :
Whatsapp Kaise Download Kare (Computer or Laptop, Android Phone, Window Phone, IPhone, PC)
Laptop Me Whatsapp Kaise Use Kare
Laptop Par Whatsapp Kaise Chalaye : Laptop me whatsapp use karna bahut hi assan hai bss humare niche btaye gaye tarike ache se padhe or badi asani se laptop me whatsapp chalaye. Or ant me btayenge Computer Par Whatsapp Kaise Chalaye.
Laptop Par Whatsapp Chalane Ke Tarike
Padhe niche diye gaye tarike or kisi se na puche laptop me whatsapp kaise use kare.
- Sabse pehle aap apne laptop me internet browser open kare.
- Internet Browser open karne ke baad Whatsapp ki site khole, kholne ke liye click kare www.web.whatsapp.com.
- Ab new window me ek QR Code aayega usse apko apne phone ke whatsapp se scan karna hai. (Qr code ke liye humne niche pic dikhayi hai)
- Scan karne ke liye aap apne phone me whatsapp open kare.
- Whatsapp open karne ke baad right hand side diye gaye menu par click kare or wahha diye huye option “WhatsApp Web” par click kare, jaise humne picture me dikhaya hai.
- Ab WhatsApp par click karne ke baad apne computer me diye huye QR Code ko scan kar sakte hai.
- QR code ko scan karne ke baad apke laptop me whatsaap chaljayga.
Computer Par Whatsapp Kaise Chalaye
Pc me whatsapp kaise chalaye in hindi or whatsapp ko computer me kaise chalaye ke trike lag bhg ek jaise hi hai, to niche padhe tarike computer me whatsapp chalane ke liye.
- Sabse pehle to apne computer me Internet ki suvidha chalu kare.
- Computer me internet chalu karne ke baad, internet browser open kare.
- Ab upar btaye gye 2nd tarike ke baad ke tariko ko aajmaye.
Laptop me whatsapp kaise use kare , Computer par whatsapp kaise chalaye, Laptop par whatsapp kaise chalaye
Sharad
Kya baat h
Vishal Gupta
Awesome, really helpful????