Kya aapko “phone update karna hai” jaane kuch assan tariko se “mobile update karne ka tarika” . Ajj hum unn logo ke liye apna article leke aaye hai jinko “mobile update karna hai” prantu android mobile phone update karne ke tarike na aane ke karan weh log apna mobile update nhi krpate hai or yha wha apne dosto se puchte hai ki “phone update kaise kare” . To ab hum btayenge kuch assaan tariko me apna “android mobile update kaise kare”
Android Mobile Phone Update Kaise Kare
Phone ko update karna koi badi baat nhi hai. Niche btaye gye tarike aajmaye phone update kaise kare in hindi : Niche btaye gye mobile phone update karne ka tarika bhut assan hai or 100% bina kisi nuksan or khrabhi ke phone ko update kr sakte hai.
Mobile Update Karne Ka Tarika
Inn mobile update karne ke tariko ko ek ek krke ajmaye, inn tariko se app 100% phone ko safetly upadte kar sakte hai to chalte hai mobile update karne ka tarika ki aur :
- Sabse pehle to apne phone me data connection ya WIFI ki mdad se Internet chalu kare.
- Ab Internet chalu karne ke baad.
- Apne phone ki setting me jaaye or wahha About ke option me jaaye. (jese ki picture 1 me dhikaya hai)
- Ab About me jane ke baad whaa System Update ya Phone Update ke option pr click kare (jese ki picture 2 me dhikaya hai)
- System Update ya Phone Update pr click karne ke baad phone automatically check krega ki aapke mobile phone ke liye Updates available (mojood) hai ya nhi. (jese ki picture 3 me dhikaya hai)
- Agr aapke mobile phone ke liye update available hai to whaa option ajayga Update Your Phone iss pr click krde.
- Update Phone pr click krne ke baad aapka phone 15-30 minute lega updat hone ke liye. (jese ki picture 4 me dhikaya hai)

phone update kaise kare in hindi mobile update karne ka tarika
Yeh Bhi Padhe :
Mobile Root Kaise Kare | मोबाइल रुट कैसे करे
Yaad Rakhe : Phone update karne ke dauran aapke phone ka internet band nhi hona chaiye.
Leave a Reply