kaisekyakare.in

Mobile

Mobile Root Kaise Kare | मोबाइल रुट कैसे करे

Mobile root kaise kare: Sabse saral or behtreen tareeka apne phone ko root krne ka. Aaj hum apko btane jaa rhe hai mobile phone ko root karne ek anokha tareeka, anokha hum iss wjah se keh rhe hai ki phone ko root karne sabase saral tareeka mobile phone company khud phone me daal ke deti h jisse customer ghar bethe bina kisi kharche ke apna phone root kr ske. Mobile Phone Root karne anek ke faayde bhi hai or kuch nuksan bhi to ab hum aapko niche bataynge mobile root karne k faayde or nuksan or mobile root kaise kare.

Mobile Root Ke Fayde

Mobile root ke fayde kafi hote hai, mobile ko root karne se hmare phone se related kaafi samsyaon se hume chutkara bhi mil jata hai jaise ki : (mobile root kaise kare ye humne niche btaya hua hai)

  1. Sabse pehle to mobile ko root karne se humare se hanging problem khatam ho jati hai.
  2. Root mobile device ki Processing fast ho jati hai yani ki working speed bhdjati hai.
  3. Mobile Phone ke virus khtam ho jate hai.
  4. Free space ho jati hai.
  5. Mobile ko root karne pr apke phone ke cathch file delete ho jati ho joki aapke phone ko slow krdete hai.

Root Mobile Device Ke Nuksan

Root mobile ke fayde hai to dusri taraf kuch nuksan bhi hai. Jese ki aapne suna hi hoga hr kahani ke do pehloo hote hai, to issi treh mobile root ke kuch fayde k sang kuch nuksan bhi hai. Root karne ke baad nuksan ke baare me jante hai:

  1. Mobile root karne ke baad ka sabse bda nuksan ye hai ki, root karne se humare phone ka data udd jata hai jese ki Images, videos, songs or humari kuch jruri files bhi.
  2. Humare contact bhi udd jate hai.
  3. Kabhi kabhi humara aapka phone dead bhi ho sakta hai (fir kabhi sahi bhi nhi hote hote hai)

Kaise Kare Mobile Root Karne Ke Tarike

Ab hum apko btane jaa rhe hai Mobile Root Kaise Kare. Ab apko pta hi lgya hoga ki root mobile k fayde or nuksan kya hai, to bhdte hai mobile phone ko root karne ke tarike ki aur:

  1. Sabse Pehle to apne phone ki setting me jaye.
  2. Setting me “about phone” ke option pr click kare.
  3. Reset Phone ya Factory Reset ka option aayga, uss option pr click krde
  4. Click krne k baad whaa option aayga ki aap apna phone ka data rkhna chahte hai ya nhi, agr aapko apna pura phone reset krna hai to “Delete All Data ya Formate Phone” option pr click kre esa krne se aapke phone ka sara data delete ho jayga, agr aap apne phone ka data delete nhi krna chahte hai to save data krke aage bhde.
  5. Ab wha Formate phone ka option aayga uspr click kre, click karte hi apka phone root hona suru ho jayga.
  6. Thodha dehrye rakhe aapka mobile root hone ke liye kuch samay lega.

Mobile Root Kaise Kare

Leave a Reply

%d bloggers like this: