kaisekyakare.in

Health

Motapa Kam Kaise Kare | Motapa Kam Karne Ke Upay

Motapa Kam Kaise Kare Upaye

Motapa Kam Kaise Kare | Motapa Kam Karne Ke Upay

Motapa Kam Kaise Kare” sabse jyada puche jane wala sawal hai. Aaj hum aapko btaynge motapa kam karne ke “upay” in hindi. Wese to motapa kam karne ke liye “medicine” to bhut si aati hai lekin unke side affects bhot se hote jo ki aapki sehat ke liye ache nhi hote hai.

To aaj hum aapko btaynge motapa kam karne ke liye yoga or sath hi sath btaynge motapa kam karne ke liye “diet” jinse aap badi asani se motapa ghata sakte hai or hum niche kam yogi motapa ghatane ke “gharelu nuskhe” hindi me upaye bhi baytaye hai.

Motapa Kam Karne Ke Upay Hai Anek | मोटापा कम कैसे करे

Motapa kam karna koi badi baat nhi pr lekin jo ghr bethe bina kuch kare apna motapa kam karna chahte hai unk liye motapa kam karne ki baat hi badi baat hai. Lekin aap me se jo wakayi me apna motapa kam karna chahte hai humare btae gye in triko ko ache se apnaye or frk 10 din me hi nar aajayga.
मोटापा कम कैसे करे

  1. Yaad rakhe agr aap apna motapa kam karna chahte hai to sabse kargar trika hai Dod (Running), jee haan running se jitni teji se aap apna motapa kam kr sakte hai shayad hi koi tarika hoga jisse aap itni teje se apna motopa kam kar sake.
  2. Junk Food khana karde band, aaj kal log jyadatr junk food jyada khana psand karte hai or mehnat kam karna chahte hai, jis wjah se weh junk food ko ache se pacha nhi pate hai.
  3. Jitna ho sake pedal chale, purane jmane me log yato pedal chlt the ya fir cycling krte the jis karan uss smay me motape ki dikkt itni nhi thi or cycling karne se weh log or bimariyo se bhi bache rehte the.
  4. 2 – 4 maale ke liye lift ki jaggha siddiyo ka istemal kare.
  5. Yoga, motapa kam karne ke liye yoga bhi bhot kam yogi hoti hai, yoga ke jriye bhi aap apna wjan kam kar sakte hai, kaise kare wo humne niche btaya hai.
  6. Motapa kam karne ke liye aapko apni diet ka bhi khyal rakhna hoga, motapa kam karne ke liye humne niche btaya hai ki diet le ni chiye aapko or kab.
  7. Motopa kam karne ke liye medicine or dawa aap na le to hi behtar hoga, kyunki motopa kam krne ki dawa or medicine se… humne niche btaya hai ki medicine kyu nhi leni chaiye?

Motapa Kam Karne Ke Liye Yoga Kaise Kare

Motopa kam karne ki yoga kafi hai jinse aap kafi jaldi apna motopa kam kr sakte hai, jaise ki aap ko pta hi hai Ram Dev Baba bhi kehte hai Yoga ke niyamit trh se krne se aap humesha swast or bimari rahit rhenhge. Motapa kam karne ke liye yoga bhot hai, janne ke liye humare iss article ko padhe Motapa kam karne ke liye yoga

Motapa Kam Karne Ke Liye Diet | मोटापा कम करने के लिए डाइट चार्ट

Motapa kam karne ke liye diet ka khyal bhi rakhna hota hai, kyunki motapa kam karne ke liye agr aap sahi diet lenge to aap apne motape ko ache se kam kr skte hai. Kya diet le:
मोटापा कम करने के लिए डाइट चार्ट

  1. Subha naste me protien yukt fal khaye ya juice piye, ya fir aap naste me toned milk ke saath whole weat bread ya brown bread le sakte hai, ya fir cornflakes bhi le sakte hai.
  2. Din ke khane se pehle sallad khaye jisse aapki bhuk kam ho jaye.
  3. Shaam ke time kuch fal wghr kahye snakes ke roop me or raat ko sote ek gilas gram dudh jrur piye ye aapke motape ko kam karne me mdd krte hai.
  4. Yaad rakhe aapko apni diet kam nhi krni hai, bss sahi diet leni hai.

Motapa Kam Karne Ke Liye Medicine | मोटापा कम करने की दवा

मोटापा कम करने की दवा Motapa kam karne ki dawa or medicine to bhut hai pr unka sevan krna sehat ke liye acha nhi hai. Motapa kam karne ki Medicine se aapko fayda to chnd dino me hi njr aane lgega pr lekin uske side effects bhi bhut hai. Motape ki dawa ek aam side effect ye hai ki kabhi kabhi in dawao se aapka sreer itna ptla ho jata hai ki aapko apne haddiya njr ane lgengi. Kabhi kabhi in medicine ke sevan se marne ki naubt bhi aajati hai. To dhyan rakhe motapa kam karne ki kisi bhi trh ki medicine or dawa ka sevan na kare.

Motapa Ghatane Ke Gharelu Nuskhe Hindi Me

Motopa kam karne ke gharelu nuskhe : inn nuskhe ko bhi aap apna skte hai or badi assani se motapa kam kar sakte hai.

  1. Din me kam se kam 5 litre pani piye isse apka metabolism bhdega or motapa ghtega.
  2. Subha morning walk, running, yoga ya exercise karne ke baad gungune apni me shed or nimbu ka sevan kare.
  3. Din me do mix vegetable ka juice ka sevan kare.
  4. Sham ke time Green tea jrur piye
  5. Agr aapko chawal khana psand hai to dhyan rakhe ki simple rice ki jgh brown rice khaye.

Motapa Kam Kaise Kare

Leave a Reply

%d bloggers like this: