kaisekyakare.in

Lifestyle

Paise Ki Bachat Kaise Kare Hindi | पैसे की बचत कैसे करे

Paise Ki Bachat Kaise Kare Hindi | Treeke Tips

Paise Ki Bachat Kaise Kare Hindi | Money Saving Tips

Paise Ki Bachat Kaise Kare : 10 kargar or behtreen “paise bachane ke tarike hindi me”, money saving tips for housewife in hindi. “Paise Ki Bachat Kaise Kare” sunne me to ye ek mamuli sa swaal h prantu aksar log ek dusre se puchte rehte hai ki wo kaise kare paiso ki bachat. To hum apko btane jaa rhe hai paise bachane ka tarika or paise kamane ke 100 tarike. To sabse pehle jante hai ki Paise Ki Bachat Kaise Kare (पैसे की बचत कैसे करे):

Aaj se hi Paise Ki Bachat Karna Suru Kare :

Sirf sochne se hi nhi balki karne se hi aap apne paise ki bachat kr skte hai. Agr aap thanle ki aapo paise bachane h to aap ko koi bhi paise bachane rok nhi sakta, prantu hr chiz k liye ek wjah honi chiye jisse aapko prdna mile to sabse pehle to yeh soche ki bachaye huye paise se aap kya kya kr skte hai, jese ki paise ki bachat krke bachaye paise se aap apne parivar k sdsiye ki mdad kr skte hai. Agr aap shadi suda hai to unn bachye huye paise se aap apne bacho ko uch koti ki siksha de skte hai, koi bhi esi wjah dudhiye jisse aapko predna mille ki aap uss k liye ya fir iss k liye paisa bachaynge.

Paise Bachane ke liye apna budget tyar kare :

Sabse pehle to apna hr mahine ka budget bnaye or tey kare ki uss budget k ander hi aap ko pura mahina kaatna hai. Budget kaise bnaye: budget yani ki aap hr mine ki kmayi me se kuch hissa saving yani bachat k to pr nikalle jisse aapko karch nhi krna h, baki ko ghr k rashion pani me or bacho ki padhai me or baki bacha apne dhndhe me lgaye. Yaad rakhe ki Saving k liye nikale huye paiso ka istemal na kare.

Bank me khata khulwaye bachat karne k liye :

Bachat (saving) k liye nikale huye paiso ko karch nhi karna hai, uske liye aap apna bank khata khulwaye jiss me bachat k liye nikala hua paisa dale jisse aap asani se karch na kr sake.

Paiso ka rakhe hisab tabhi kr skenge paise ki bachat :

Budget k baad apne paiso ka hisab bhi rakhe ki kb kitna paisa apne kahha or kab istemal or karch kiye, or hissab ye rakhe ki aapne konsa faltu karcha kiya h, yani ki aap kisi esi vastu ko na khride jiski aapko skt jroort nhi h.

Pars na rakhe yadi paisa bachana chahte hai

Agr aap paisa bachane vchate hai to apne pars na rakkha kare, ya fir apne pars me jaroort k hissab se paise rakkha kre. Manushya ka man chanchal hota h usse nayi nayi chijo ko khridne ka istemal krne ka shok hota, yadi aap market gye hai or aapka man kisi vastu pr aajata hai to aapka man apko usse khridne k liye uttechit krega, or yadi ese me aap k paas pryapt paise nhi ho to aap usse nhi khridenge, iss treeke ko aajmane se bhi aap paise ki bachat kr skte hai.

Paise Ki Bachat Kaise Kare Hindi | Money Saving Tips

2 Comments

  1. Sharad

    Sir, main abhi 12th ke exam diye hai.. Kya muje job karke paise ki bachat karni chaiye ya nhi..

    • Mayank

      Hello sharad,
      Dekho yr depend krta hai aapke background pr… Agr aapke ghr ki financial health achi hai to aapko iss waqt aapko apni studies pr dhyan dena chaiye jisse aap apna bright future bna sake.. Agr aapke family ki financial health achi nhi hai to aapko apne paise bacha ke apni family ki help Karni chaiye…
      Sukhriya humse sawal puchne ke liye..

Leave a Reply

%d bloggers like this: