Paneer Bhurji Recipe Restaurant Style in Hindi. Paneer Bhujia.
Paneer Bhurji Recipe in Hindi
Paneer Bhurji ke Liye Samagri
- Panee 250gm
- Deshi Ghee
- Pyaaj 4-5
- Tamatar 2
- Zeera 1/4 tablespoon
- Hari Mirch 3-4
- Haldi 1/2 tablespoon
- Mirchi 1/4 tablespoon
- Sukha Dhaniya 1/4 tablespoon
- Namak Swadanusar
- Sukhi Methi
Paneer Bhurji Banane ki Vidhi
- Paneer ko hatho se Bhurbhura karle or rakhde.
- Ab Pyaaj , Tamatar , Hari mirch ko bareek katle.
- Kadai me Ghee/Refined Dale or Garam kare.
- Sabse pehle Zeera dale 1/2 minute ke baad Kati hui Pyaaj or hari mirch daale .
- Golden brown color hone tak pyaaj ko bhune fr usme Kate hue Tamatar milaye.
- Tamatar ko pakne de sath hi usme sare masale dale jaise ki Haldi ,mirchi ,Dhaniya , Namak, Masale aap apne swad anusar bhi daal sakte hai.
- Masale ko Bhunte Samay thoda pani jrur milaye , Aisa karne se masale acche dhang se pak jate hai or Masale jalte nahi hai.
- Jab masala bhun jaye toh usme Paneer daale or acche se milaye , dhyan rahe paneer kadai se chipke nahi.
- Paneer ko or 5 minute ke liye pakne de fr paneer bhurji me upar se sukhi methi dale or milaye.
- Aapka Swadish Paneer bhurji Taiyaar hai khane ke liye.
Paneer Bhurji Recipe in English
Ingredients for Paneer Bhurji Recipe
- Paneer ( Cottage cheese ) 250gm
- Deshi Ghee / Refined / Oil
- Onion 4-5
- Tomato 2
- Cumin Seeds 1/2 Tablespoon
- Green chillies 3-4
- Turmeric Powder 1/2 Tablespoon
- Red chilly Powder 1/4 Tablespoon
- Coriander Powder 1/4 Tablespoon
- Salt to Taste
- Dry fenugreek leaves ( sukhi Methi )
Method to Make Paneer Bhurji Recipe
- Take paneer & Crumbled it
- Now take finely chopped Onion, Tomato & Green chillies.
- Now put a Pan or a Kadai on a low Medium Flame and add some ghee/refined .
- Add some Cumin seed and other Chopped ingredients and wait till it change color.
- Now add Spices, (Desi Masale) Turmeric powder, Red chilly powder, Coriander powder and salt
- After 2 Min add some little water and Stir for 3-4 minutes
- Now add Crumbled Paneer and Mix Well .
- Cook for 4-5 minute, turn off the flame and sprinkle some Coriander leaves.
- Now Cover it for few minutes. And,
- Your Delicious paneer Bhurji (Bhujia) is ready to serve.
Leave a Reply