Aaj hum aapko btane jaa rhe hai ki Paytm Kaise Kare or Hindi Paytm Kya Hai. Paytm ek online service hai jo online payment, recharge, shopping, booking or bhi bhot kuch suvidha uplabdh krati hai, paytm ka android app bhi uplabdh hai jo ki aap niche se download kr skate hai. Note bandi k baad paytm bharat me sabse jyada istemal karne wala e-wallet app bangya hai. To ab hum apko aage paytm Details se judi sabhi jankari denge, jese ki paytm kaise kare or paytm kya hai, paytm download kaise kare or bhi hbot kuch to bhadte hai aage:
Ye Bhi Padhe:
Paytm Se Payment Kaise Kare , Paytm Me Paise Kaise Dale
Paytm Kya Hai Hindi Me
Jese ki humne aapko btaya ki paytm ek online service jiski sabhi mobiles ke liye aap uplabdh hai. Paytm se aap sabhi trh ke Payment kr sakte hai, online recharge kr sakte hai. Paytm ek INdian COmpany hai jisko ek videshi company finance krti hai jiska naam hai Ali Baba. Paytm Ke CEO ka naam hai Vijay Shekhar Sharma jinhone Paytm ko August 2010 me launch ki thi jo ki ab inidia ki leading company ban chuki hai. Paytm name ka concep liya gya hai (Pay Through Mobile).
Paytm Kaise Kare Mobile App Se
Paytm se kare Payment : Paytm kaise kare kabhi bhi or kisi bhi waqt, agar aapko kisi bhi chiz ka payment karna hai, jaise ki aapne bazar se sabji ya kapde ya kuch bhi khrida hai to aap uss chiz ka payment paytm app se kar sakte hai, to niche jate hai paytm karne ke tarike:
- Sabse pehle aap apne phone me paytm app khole
- Paytm aap kholne k baad wha uper ki trf left hand side me “pay” ka option hoga.
- “PAY” ke option pr click kare.
- Pay option pr click kane ke baad whaa aapka store wale ka mobile number ya QR code scan karna hoga.
- Mobile no. ya fir QR code dalne ke baad aapko wha aapko Amount dalna hoga jitna aapko pay karna hai.
- Amount dalne ke baad niche gye proceed button pr click kare.
- Ab aapko apne bank khate ki detail dalni hogi, jese ki account no. , CVV code, Card expiry date, ye sab detail dalne k baad aapko Pay Now pr click karna hai.
- Pay Now pr click karne ke baad aapko wha OTP code dalna hoga joki automatically aapke bank account se jo bhi mobile no. juda hua hai uspe OTP code ayega.
- OTP code dalne ke baad aage bhade aapka paymen ho jayga.
Paytm Download Kaise Kare
Paytm ko download krna koi badi baat nhi hai ye online badi asani se mil jaate hai or google play store pr bhi available hai wo bhi free me. Agr aap paytm download karna chate hai to yha se kr skte hai.
Paytm Se Kya Kare
Paytm se alg alg trh ka online payment or recharge kr skate hai jese ki:
- Online Moble Recharge
- Pay Mobile Postpais Bill
- Electricity Bill
- Dth Recharge
- Gas Bill Payment ye bhi paytm pr uplabdh hai
- Paytm app se ya paytm ki website se online shopping bhi kr skte hai
- App apne ghr ya office ke landline bill bhi pay kr skte hai paytm ki mdad se.
- Kisi hi network pr Data Card ka recharge kr skte hai
Paytm Account Kaise Bnaye
Paytm account banana bhi utna hi assan hai jitna paytm ko download karna. Paytm pr aap apnaaccount kuch hi steps me bna skte hai, niche diye step ko follow kare paytm acount bnane ke liye:
- Sabse pehle to apna download kiya hua Paytm App khole.
- Paytm app kholne ke bad wha Login or Signup ka option aayega.
- Aapko Signup ke option pr click krna hai.
- Signup karne ke baad waah apko apna Mobile Mumber , Email Address or Ek nya Password dalna hoga security ke liye.
- Ye teeno detail dalne k baad aapke mobile no. pr confirmation link aayga usse confirm karde
- Confirm kane ke baad apka paytm account bn jaaygaor aap Paytm istemaal karne ke liye tyar hai.
- Iss Paytm account ki mdadd se aap Paytm App ya fir online paytm website dono chla kr skte hai.
Amish jagarwal
Hello sir,
sir main ye pta karna chata hu ki m agar paytm se paise deta ho to phir mere bank account se extra
paise to nhi katege or paytm karna safe hai ya nhi.
Mayank
Hello Amish, jee haan aap nishchint hoke paytm use kar Sakye hai paytm use karna bilkul safe hai.. Or haan Amish wese to kabhi esa hota nhi hai ki extra balance kat jaaye agr esa hota hai to koi baat nhi kyunki katta hua paisa refund ho jata hai… Sukhriya humse sawal puchne ke liye..
Saurabh
This post is really useful