Paytm Kaise Use Kare ek bhut hi saral or charchit sawal hai aksr log online search karte hai jese ki paytm ki jankari hindi me. To aaj issi swal se jude huye sabhi jwabo k upaye or tarike btaynge jese ki paytm me paise kaise dale, paytm se payment kaise kare. Sabse pehle jante hai paytm ki jankari k baare me, Paytm ek online service hai jiske jriye aap apne bill bhugtan kr skte hai phone k recharge krte hai, online shopping ki suvidha bhi uplabdh hai or halanki paytm ne payment se judi suvidhaye bhi chalu krdi hai jis k jriye aap online payment bhi kr skte hai.
Paytm Se Payment Kaise Kare
- Sabse pehle to aapko paytm ko play store se donload krna hoga.
Paytm download krne k liye iss link ko khole Download Paytm - Paytm download hone k baad aapko wahha registration krna hoga.
- Ab registration krne k baad aapko jis chz ka bhi payment krna ho usko select kare or bhugtan k liye aage bhde.
- Paytm se payment krne k liye, ab aapko apne debit card ya credit card ki jankari dalni hogi.
- Apne card ki detail dalne k baad, aage proced kre ab aapke phone me OTP message aayega usse payment krte smay use kre.
- OTP dalne k baad aapka paytm payment ho jaayga.
Paytm Me Paise Kaise Dale
- Ppna paytm app open kare
- Paytm app open kare ab wahha upar add money per click kare
- ab wahha usme amount likho , jitne bhi apko rupee add krne hai usme
- fir add money pe click karo
- fir apni account detail add karke confirm kare
- Inn tarike se aap paytm me paise daal skte hai.
Paytm Kaise Use Kare | Paytm ki Jankari Hindi Me
1 Pingback