Aaj hum bhot hi chote se sawal par jankari likh rahe “Youtube Par Account Kaise Banaye” or sath hi sath hum btaynge Youtube Account Banane Ka Tarika. Youtube par accunt bnana bhut hi assan hai agr aap humare niche btagye youtube me account banane ke tarike ko ache se padhenge to aap 5 minut me hi you tube account bana sakte hai. To ab niche padhe tarike unlogo ke liye jo akasar puchte rehte hai youtube me account kaise banaye.
Youtube Me Account Kaise Banaye
Jaise ki humne upar btaya hai youtube par account banana koi badi baat nhi hai. Youtube account banana assan isliye hai kyuki aap isse gmail account ke jariye turant bna sakte hai bina kisi dikkat ke. Niche btaye gye tarike ache se padhe youtube account banane ke liye.
Youtube Account banane ke liye aapkaa Gmail Account hona chaiye.
Click kare or jaane : Gmail Id Kaise Banate Hain | जीमेल आईडी कैसे बनाते हैं
Youtube Account Banane Ka Tarika Hindi Me
Youtube aacount banane ke liye tariko ko ache se step by steb dhoraye or jisse aap youtbe account bina kisi dikkat bna sakte hai.
- Sabse pehle to aap apne computer me internet browser khole dhyan rakhe aapke laptop me internet chalu hona chaiye.
- Ab apne browser me www.youtube.com khole.
- Youtube account kholne ke screen par right hand side Sign In ke button par click kare jo ki kuch
esa dikh rha hoga.
- Sign In ke option par click karne ke baad aapko apni Gmail Id dalni hogi or ussi gmail account ka password dalna hoga.
- Apni Gmail Id se login karne ke baad aap ka youtubr par account automatically ban jaayga.
- Fir aapko jabhi apne Youtube Account me login karnaho yani ke kholna ho to aapka Youtube Account ussi Gmail Id se khulega.
Dost Ye Bhi Padhe :
Youtube Se Paise Kaise Kamaye – Tarika In Hindi
Youtube Par Video Upload Karne Ka Tarika
Youtube Par Channel Kaise Banaye
2 Pingbacks