Kya aap youtube par apna channel banana chahte hai to aaj hum btane jaa rhe hai Youtube Par Channel Kaise Banaye. Aaj hum sirf ye nhi btayenge ki youtube par channel kaise banate hai issi ke sath hum aapko btayenge kuch assan steps me “youtube par channel banane ke tarike“. Humne jab google se pta kiya to hume pta chla ki log aksar google par yeh bhi search karte hai ki mobile me “youtube channel kaise banaye” or “channel kaise banaye” to aaj inn sabhi ke jwab dete huye hum aapko btane jaa rhe hai how to make youtube channel in hindi.
Dhayan De : Youtube Par Channel Banane Ke Tarike niche ki aur bataye gaye hai.
Youtube Par Channel Kaise Banaye In Hindi
Youtube par channel banana hai or apko youtube channel banana bhi nhi aata, iss fikar chorde kyunki ab hum tarike youtube channel banane ke wo bhi bhut hi assan. To ab kisi se puchiyega nhi ki youtube par channel kaise banate hai to pehle jante hai ki youtube channel banane ke liye aapko kis kis chiz ki jarurat padegi:
- Youtube channel bnane ke liye jahir si baat hai ki aap ko ek computer ya laptop chaiye hoga jisme internet ki suvidha ho.
- Iske sath aapko ek youtube account chaiye hoga.
Click kare or jane : Youtube Par Account Kaise Banaye - To cahlte niche ki aur pta karte hai youtube channel kaise banante hai or channel banane ke tarike hindi me.
Dost ye bhi padhe : Youtube Se Paise Kaise Kamaye – Tarika In Hindi
Youtube Par Channel Banane Ke Tarike
Niche btaye gaye tariko ko dhyan se pade or bananye youtube par apna channel:
- Sabse pehle to aap apne Laptop ya Computer me Internet ko on kare.
- Internet chalu karne ke baad Internet Browser khole.
- Ab Browser me www.youtube.com url khole ya fir yahi se click kare.
- Ab aapko wha se apne youtube account me login karna hoga.
- Apne youtube account me login karne ke baad left hand side diye gye youtube ke logo par click kare.
- Click karne ke baad right hand side upar ki taraf diye gye Upload A Video ke icon par click kare jo ki kuch esa
dikh rha hoga.
- Iss icon par click karne ke baad new page open hoga wha apne New Youtube channel ka name dale jis naam se bhi aap apna youtube channel banana chate hai.
- Youtube channel ka name dalne ke baad Create Channel par click karde.
- Click karte hi aapka youtube channel banjayga.
Agar aap janna chahte hai Youtube par video upload kaise karte hai to yha click kare or jaane :
Youtube Par Video Upload Karne Ka Tarika
Pardeep
YouTube pe channel kaise banaye aur kaise kamaye paise