kaisekyakare.in

Internet

Youtube Par Video Upload Karne Ka Tarika In Hindi

Youtube Par Video Upload

Youtube Par Video Upload Karne Ka Tarika

Kaise kare youtube par video upload kuch hi steps me hum batane jaa rhe hai “Youtube Par Video Upload Karne Ka Tarika”. Jaise ki hum pehle hi bta chuke hai ki Youtube par channel kaise bnaye click kare or jaane, to aaj hum btane jaa rhe hai youtube par video upload karne ka tarika or mobile se youtube par video kaise dale in hindi. Aksar log internet par search karte rehte hai ki “youtube par video kaise daale“. Youtube par video upload karna bahut hi assan hai to agr aapko youtube par video upload karna hai to niche bataye gye tarike padhe.

Dhayan De : Youtube Par Video Upload Karne Ke Tarike Niche Likhe Hai.
Mobile se youtube par video kaise upload kare | How to upload video on youtube.

Youtube Par Video Kaise Dale In Hindi

Youtube par video dalna koi rocket science nhi hai humare youtbe par video upload karne ke tarike padhe jo ki ek youtuber dwara hi likhe huye hai. Bhot se log net par bhi search karte hai mobile se youtube par video kaise upload ya fir youtube par video kaise daale prantu fake websites ke wjah se veh log ache se nhi seekh pate hai ki “youtube par video kaise upload karte hai”. Ab chalte hai youtube par video dalne ke tareeko ki aur:

Ye Bhi Padhe : Youtube Se Paise Kaise Kamaye – Tarika In Hindi

Youtube Par Video Upload Kaise Kare

Ab hum btayenge youtube par video upload karne ka tarika unn logo ke liye jo aksar online search karte rehte hai ki youtube par video kaise daale in hindi ya fir youtube par video upload karne ka tarika.

  1. Sabse pehle internet browser khole apne laptop me ya fir computer me.
  2. Ab youtube site khole fir whaa apna youtube account ya channel khole.
  3. Youtube account kholne ke baad right hand side upar ki Upload Video ke icon par click kare jo ki kuch esa najr arha hoga .
  4. Click karne ke baad nw page khulega wha apni koi bhi video upload kar sakte hai.
  5. Video upload karne ke liye aap apne computer me se kisi bhi video ko drag kar ke wha chor sakte hai or dusra tarika ye bhi hai ki wha Select A File par click kare or apne files me se koi bhi video ko choose kar sakte hai.
  6. Select karne ya Drag karne ke baad video upload hone ke liye kuch time lgega jo ki aap ke Internet ki spped nirbhar rakhti hai.
  7. Jab video ki uploading khatm ho jaaye to aap whaa publish par click karde.
  8. Publish par click karte hi aapki video online Youtube par upload ho jaygi.

Leave a Reply

%d bloggers like this: