kaisekyakare.in

Internet, Paise

Youtube Se Paise Kaise Kamaye – Tarika In Hindi

Youtube Se Paise

Youtube Se Paise Kaise Kamaye - Tarika In Hindi

Youtube Se Paise Kaise Kamaye Hindi” ye hai humara aaj ka visshe iske sath sath hum batyenge “youtube se paise kamane ka tarika in hindi“. Jaise ki hum logo ko pta hi hai aaj kal log youtube se paisa kama rhe hai wo abhi acha khasa or dekha jaye to ye ghr bethe youtube se paise kamane ka acha tarika hai. To ab hum unn logo youtube se paise kamane ke tarike batane jaa rhe hai jo aksar ye sawal karte rehte hai ki youtube se paise kaise kamaye in hindi, youtube paise kaise kamaye jate hai jo log youtube se paisa kamana chate hai niche bataye gye tariko ko ache se pade or jaane youtube se paise kaise kamaye jate hai:

Dhayan De : Youtube se paise kamane ke tarike niche ki aur hai shama kare:
How to earn money by upload video on youtube in hindi.
How to earn money from youtube in hindi

Youtube Se Paise Kaise Kamaye | यूट्यूब से पैसे कैसे कमाए

यूट्यूब से पैसे कैसे कमाए : Youtube se paise kaise kamaye iss sawal ko apmese bhot se log aksar apne doste se puchte rehte honge ya fir kuch log internet par search karte hai ki youtube se paise kaise kmaye. YOTUBE SE PAISE KAMANA koi badi baat nhi hai hum kuch assan tarike btaynge jinse aap badi assani se youtube se paise kama sakte hai.

Youtube Se Paise Kamane Ka Tarika In Hindi

यूट्यूब से पैसे कमाने का तरीका Hindi me padhe humare sath youtube se paise kamane ka tarika | kamane ke tarike :

  1. Agr Youtube se paise kamane chahte hai to humare ye tarike ache se padhe or ajmaye:
  2. Sabse pehle to aapko youtbe par Gmail Account Ke jariye Youtube Account banana hoga,
    Click kare or jane :
    Gmail Id Kaise Banate Hain
    Youtube Par Account Kaise Banaye
  3. Youtube Account banane ke baad aako Youtube par Channel banana hoga
    Click kare or jane : Youtube Par Channel Kaise Banaye
  4. Ab jabki aapka youtube channel ban chuka hai to aapko youtube par video upload karni hogi jiski madad se aap youtube se paise kama sakte hai
    Click kare or jane : Youtube Par Video Upload Karne Ka Tarika
  5. Youtube par video upload yani ki youtbe par video daal chuke ho to ab aap ek or kaam karna hai jisse aap youtube se paise kama sakte hai
  6. Ab aapko Google Adsense  account banana hoga jo aapko youtube par video dalne ke paise denge
    Click kare or jane : Adsense Account Kaise Banaye (Shamma kare abhi hum iss pr likh rhe hai)
  7. Ab aap apna youtube channel open kare fir Advance Setting me jaye
  8. Advanced Setting me jane ke baad left hand side par Monetisation click kare
  9. Ab wha option hoga ki Monetise Your Video uspar click kare, click karne ke baad wha adsense account me login karne ka option aayga, to aap usme apne banye huye adsense account me login karde.
  10. Login karne ke baad apki video monetise ho jayengi jisse aap paise kama sakte hai.

Jese ki humne upar btaya tha ki ab aapke video ko jitne log dekhenge ussi hi hisab se aapko youtube se paise milenge.
Youtube se kamaye hue paise janne ke liye aap apne google adsense ke account me login kare wha aapko dhikh jayga ki aapki video ne kitne paise kamay hai.

Dhayan rakhe : Jab tk apki yotube video kam se kam 10 dollar nhi kamapati hai to paise nhi nikal payenge.
Agr koi dikkat arhi ho to comment kare hum turant jwab denge.

Leave a Reply

%d bloggers like this: